https://www.youtube.com/watch?v=4SEpWKz6gDM
संसार है एक नदिया | Sansaar Hai Ek Nadiya | Morning Bhajan | Devotional Songs
🔔 मेरे प्रिय भक्तों आप सभी से अनुरोध है कि @bhajanindia चैनल को Subscribe करें व भक्ती भजनो का आनंद ले व अन्य भक्तों के साथ SHARE करें व LIKE जरूर करें 🙏 https://youtube.com/@bhajanindia
Must Watch Videos:-
🙏 Top 10 Morning Bhajan : https://youtu.be/ArYsh0f5kaA
🙏 Tu Pyar Ka Sagar Hai : https://youtu.be/RmRQ-2QqM3A
🙏 Nonstop Prarthana Bhajan : https://youtu.be/2WmNHYgm2AU
🙏 Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho : https://youtu.be/AltacwEq5I0
🙏 Radha Ka Shyam Deewana : https://youtu.be/xQ3PGerfTIE
🙏 Top 5 Morning Ram Bhajans : https://youtu.be/AvzW4R3cFnA
Tittle : Sansaar Hai Ek Nadiya
Singer: Pamela Jain
Lyrics: Abhilash , Shardul Rathod
Music : Master Sonik, Om Prakash Sonik
Arranger : Samuel Paul
Music Label: Wings Music
© & ℗ Wings Entertainment Ltd
Lyrics:
संसार है एक नदिया
Sansaar Hai Ek Nadiya
दुःख-सुख दो किनारे हैं
Dukh Sukh Do Kinaare Hain
न जाने कहाँ जाएं
Na Jaane Kahaan Jaayen
हम बहते धारे हैं
Hum Bahte Dhaare Hain
संसार है एक नदिया
Sansaar Hai Ek Nadiya
दुःख-सुख दो किनारे हैं
Dukh Sukh Do Kinaare Hain
चलते हुए जीवन की
Chalte Huye Jeevan Ki
रफ़्तार में एक लय है
Raftaar Mein Ek Lay Hai
चलते हुए जीवन की
Chalte Huye Jeevan Ki
रफ़्तार में एक लय है
Raftaar Mein Ek Lay Hai
एक राग में एक सुर में
Ek Raag Mein Ek Sur Mein
सँसार की हर शय है
Sansaar Ki Har Shay Hai
एक ताल पे गर्दिश में
Ek Taal Pe Gardish Mein
ये चाँद सितारे हैं
Ye Chaand Sitaare Hain
न जाने कहाँ जाएं
Na Jaane Kahaan Jaayen
हम बहते धारे हैं
Hum Bahte Dhaare Hain
संसार है एक नदिया
Sansaar Hai Ek Nadiya
दुःख-सुख दो किनारे हैं
Dukh Sukh Do Kinaare Hain
धरती पे अम्बर की
Dharti Pe Amber Ki
आँखों से बरसती है
Aankhon Se Barasti Hai
धरती पे अम्बर की
Dharti Pe Amber Ki
आँखों से बरसती है
Aankhon Se Barasti Hai
एक रोज़ यही बूँदें
Ek Roz Yahi Boonden
फिर बादल बनती हैं
Phir Baadal Banti Hain
इस बनने बिगड़ने के
Is Banne Bigadne Ke
दस्तूर में सारे हैं
Dastur Mein Saare Hain
न जाने कहाँ जाएं
Na Jaane Kahaan Jaayen
हम बहते धारे हैं
Hum Bahte Dhaare Hain
संसार है एक नदिया
Sansaar Hai Ek Nadiya
दुःख-सुख दो किनारे हैं
Dukh Sukh Do Kinaare Hain
कोई भी किसी के लिए
Koi Bhi Kisi Ke Liye
अपना न पराया है
Apna Na Paraaya Hai
आ.. आ.. आ.. आ..
Aa..Aa..Aa..Aa..
कोई भी किसी के लिए
Koi Bhi Kisi Ke Liye
अपना न पराया है
Apna Na Paraaya Hai
रिश्तों के उजाले में
Rishton Ke Ujaale Mein
हर आदमी साया है
Har Aadmi Saaya Hai
क़ुदरत के भी देखो तो
Qudrat Ke Bhi Dekho To
ये खेल निराले हैं
Ye Khel Niraale Hain
न जाने कहाँ जाएं
Na Jaane Kahaan Jaayen
हम बहते धारे हैं
Hum Bahte Dhaare Hain
संसार है एक नदिया
Sansaar Hai Ek Nadiya
दुःख-सुख दो किनारे हैं
Dukh Sukh Do Kinaare Hain
है कौन वो दुनिया में
Hai Kaun Wo Duniya Mein
न पाप किया जिसने
Na Paap Kiya Jisne
आ.. आ.. आ.. आ..
Aa..Aa..Aa..Aa..
है कौन वो दुनिया में
Hai Kaun Wo Duniya Mein
न पाप किया जिसने
Na Paap Kiya Jisne
बिन उलझे काँटों से
Bin Uljhe Kaanton Se
हैं फूल चुने किसने
Hain Phool Chune Kisne
बे-दाग नहीं कोई
Be Daag Nahin Koi
यहाँ पापी सारे हैं
Yahaan Paapi Saare Hain
न जाने कहाँ जाएं
Na Jaane Kahaan Jaayen
हम बहते धारे हैं
Hum Bahte Dhaare Hain
संसार है एक नदिया
Sansaar Hai Ek Nadiya
दुःख-सुख दो किनारे हैं
Dukh Sukh Do Kinaare Hain
आ.. आ.. आ.. आ.. आ..
Aa..Aa..Aa..Aa..Aa..
आ.. आ.. आ..
Aa..Aa..Aa..
माया और छल किसके
Maaya Aur Chhal Kiske
कब काम यहां आये
Kab Kaam Yahaan Aaye
आ.. आ.. आ.. आ..
Aa..Aa..Aa..Aa..
माया और छल किसके
Maaya Aur Chhal Kiske
कब काम यहां आये
Kab Kaam Yahaan Aaye
जो उलझे रहे इनमें
Jo Uljhe Rahe Inmein
वो अंत में पछताए
Wo Ant Mein Pachhtaaye
करनी के सागर में
Karni Ke Saagar Mein
यहां डूबे सारे हैं
Yahaan Doobe Saare Hain
न जाने कहाँ जाएं
Na Jaane Kahaan Jaayen
हम बहते धारे हैं
Hum Bahte Dhaare Hain
संसार है एक नदिया
Sansaar Hai Ek Nadiya
दुःख-सुख दो किनारे हैं
Dukh Sukh Do Kinaare Hain
तन पे अभिमान सदा
Tan Pe Abhimaan Sada
नहीं रहने वाला है
Nahin Rahne Waala Hai
आ.. आ.. आ.. आ..
Aa..Aa..Aa..Aa..
तन पे अभिमान सदा
Tan Pe Abhimaan Sada
नहीं रहने वाला है
Nahin Rahne Waala Hai
जीवन है एक सपना
Jeevan Hai Ek Sapna
जो टूटने वाला है
Jo Tootne Waala Hai
यहां जीतने वाले भी
Yahaan Jeetne Waale Bhi
एक दिन सब हारे हैं
Ek Din Sab Haare Hain
न जाने कहाँ जाएं
Na Jaane Kahaan Jaayen
हम बहते धारे हैं
Hum Bahte Dhaare Hain
संसार है एक नदिया
Sansaar Hai Ek Nadiya
दुःख-सुख दो किनारे हैं
Dukh Sukh Do Kinaare Hain
आ.. आ.. आ.. आ.. आ..
Aa..Aa..Aa..Aa..Aa..
आ.. आ.. आ..
Aa..Aa..Aa..
जिसने नफ़रत त्यागी
Jisne Nafrat Tyaagi
इंसान वो कहलाया
Insaan Wo Kahlaaya
आ.. आ.. आ.. आ..
Aa..Aa..Aa..Aa..
जिसने नफ़रत त्यागी
Jisne Nafrat Tyaagi
इंसान वो कहलाया
Insaan Wo Kahlaaya
उसे प्रेम मिला जग में
Usey Prem Mila Jag Mein
जिसको झुकना आया
Jisko Jhukna Aaya
राहों में वही भटके
Raahon Mein Wahi Bhatke
नफ़रत के जो मारे हैं
Nafrat Ke Jo Maare Hain
न जाने कहाँ जाएं
Na Jaane Kahaan Jaayen
Hum Bahte Dhaare Ha
Sansaar Hai Ek Nadiya
Dukh Sukh Do Kinaare Hain
#bhaktisongs #morningshivbhajan #bhaktibhajan
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.