Aaja Aaja by Raghubir Yadav (2010)

6 views

Jihua pe sholay pade, panth nihar nihar
Aaj wahan pe chaale pade, panth nihar nihar
Aankhon mein hai cataract aaya
Aaja aaja aaja pukaar

Aaja aaja aaja ..
Arrey dilli wali didi aaja, jaipur wali jiji aaja
Aaja aaja aaja ..
Arrey pune wale bhau aaja, une wale prau aaja
Aaja aaja aaja ..
Chalu train ka ticket kata kar, ya TC ko ghoos pila kar
Aaja aaja aaja ..
Kartagiyon suna sa rasta dikha de
Bolo ji bolo atithi kab aaoge – 3 times
Bolo ji bolo atithi tum kab aaoge

Hum ne kar kar phone bulaya, apne ghar pe koi na aaya
Aaja aaja aaja ..
Sharma ji ke uncle aa gai, rajni ji ke devar aa gai

Munna pooch raha hai, papa atithi kya hota hai, btao na papa
Arrey munna pooch raha hai papa kya hota mehmaan btao
Iski utsukta kuch kam ho bina btaye tu na jaao
Aaja aaja aaja ..
Hey chaadar wadar dho gayi bai, biwi bhi raashan le aayi
Aaja aaja aaja ..
Arrey naya kaam kuch aaya bhi hai jaib mein thodi maya bhi hai
Aaja aaja aaja ..
Aisa bhi din hota kabhi na tum paaoge
Bolo ji bolo atithi kab aaoge – 3 times
Bolo ji bolo atithi tum kab aaoge

Credit card ke bill jaise tum bina btaye aa jao na (aa jao na, aa jao na)
Deewaron ke jaale jaise saaf kare se bhi jaao na (na jao na, na jao na)
Credit card ke bill jaise tum bina btaye aa jao na
Aaja aaja aaja ..
Arrey deewaron ke jaale jaise saaf kare se bhi jaao na
Aaja aaja aaja ..
Chaubis ghante paani aaye, bijli bhi aake na jaaye
Na ja na ja na ja ..
Arrey khana garama garam mile ga, phula phulka naram milega
Aaja aaja aaja ..
Arrey humko khushi hogi jab jab tum khaoge
Bolo ji bolo atithi kab aaoge – 6 times
Bolo ji bolo


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply