Bhagavad Gita saar Lyrics

98 views

Bhagavad Gita saar with Lyrics
Bhagavad Gita saar with Lyrics

Bhagavad Gita saar with Lyrics
Bhagavad Gita saar with Lyrics

Whenever there is decline of Dharma (righteousness)..and rise of Adharma (unrighteousness);
To protect the virtuous..to destroy the wicked and to re-establish Dharma,
I manifest myself, through the ages.

yada yada hi dharmasya
glanir bhavati bharatah
abhyutthanam adharmasya
tadatmanam srijamyaham
Paritranaay Sadhunaam
Vinashay cha dushkritam
Dharma Sansthapanarthay
sambhawami yuge yuge
sambhawami yuge yuge
sambhawami yuge yuge

MahaBharat Ka Yudh Hai Divya Hai Gita Gyan
MahaBharat Ka Yudh Hai Divya Hai Gita Gyan

Hai Katha Parmarth Ki Kahe Krishna Bhagwan
Hai Katha Parmarth Ki Kahe Krishna Bhagwan

Vifal Hue Sabke Jatan Jab Bhacha Na Koi Dvyar
Vifal Hue Sabke Jatan Jab Bhacha Na Koi Dvyar

Ab Karenge Faisla Teer Dhanush Talwar Re Bhakto
Ab Karenge Faisla Teer Dhanush Talwar Re Bhakto

Sanjay Se Dhritrast Bole Hame Sunao Haal
Sanjay Se Dhritrast Bole Hame Sunao Haal

Kaha Khadi Dono Senai Le Dhanush Aur Bhal
Kaha Khadi Dono Senai Le Dhanush Aur Bhal


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply