Chhote Chhote Pairon Ke Tale by Kailash Kher (2009)

7 views

Chhote chhote pairon ke tale raste bade ho
Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade
Apani saari khwaaishein, lambi si farmayishein

Inko jina sikhlaane pe hum kyun ade hain

Chhote chhote pairon ke tale raste bade hain
Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain

Yeh bhale hai naadaan par hai kisise anjaane nahi
Jitne bhi shaitaan hai
Dekho toh bhagwaan bhi hai yahi
Aankhon ki badmashiyan, honto ki gustakhiyan

Inka bachpan chhudwaane pe hum kyun ade hai

Chhote chhote pairon ke tale raste bade ho
Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade
Apani saari khwaaishein, lambi si farmayishein
Apani saari khwaaishein, lambi si farmayishein
Inko jina sikhlaane pe hum kyun ade hain
/

Khwaab hai yeh hamare
Yeh kal ke hai sahaare ji nahi
Chale manzilein apni, jiye sapne apne liye kyun nahi
Kaagaz ki yeh kashtiyaan jinko deti mastiyaan

Unko dariya mein tairaane par kyun ade hai

Chhote chhote pairon ke tale raste bade hain
Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain
Apani saari khwaaishein, lambi si farmayishein
Apani saari khwaaishein, lambi si farmayishein
Inko jina sikhlaane pe hum kyun ade hain…

Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply