Deewana Kar Raha Hai by Javed Ali (2012)

51 views

O.o o..
Teri baahon mein mili
Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaane jahan
Teri aadat si mujhe
Dekhu mein jab tujh ko to
Tab mera din ye dhale

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan

Dard ka aalam hai hardam
Tere bin o mere humdum
Aankhon mein dikhti hai mayushiyan
Jahan bhi jau tere bin
Badi muskil se gujre din
Chubhti hai dil ko teri khamoshiyan

Raaz gehra jo hai tera
Darr hai kaisa tu hai mera

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan

Dhul gaye milke saare ghum
Khushi se aankhein hai ye num
Zindagi me tu meri, jabse aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu

Saanson me ruh banke
Tu sama gaya
Jaan bhi teri dil bhi tera
Tujhse hai mera savera
O.oo..
/

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan

O.. oo..ye
Bata ab jaaye toh jaaye kahan…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply