Deewana leke aaya hain Lyrics by Kishore Kumar | Mere Jeevan Sathi

8 views

Deewana leke aaya hain Lyrics by Kishore Kumar | Mere Jeevan Sathi
Deewana leke aaya hain dil ka taraana
Deewana leke aaya hain dil ka taraana
Dekho kahin yaaron
Thukra na dena mera nazrana
Deewana leke aaya hain dil ka taraana
Deewana leke aaya hain dil ka taraana

Aaj ka din hain kitna suhana
Jhoom raha pyar mera
Poori ho dil ki sari muradein
Khush rahe yaar mera
Ho ho, chaand sa jeevan saathi mubarak
Jeevan mein ana

Deewana leke aaya hain dil ka taraana
Deewana leke aaya hain dil ka taraana

Apne bhi hain kuch khwab adhure
Kaun ab giney kitne
Sach to yeh hain mere
Dost ke sapne bhi hain mere apne
Ho ho, uski khushi ab meri khushi hain
Ae dil-e-deewana

Deewana leke aaya hain dil ka taraana
Deewana leke aaya hain dil ka taraana
Dekho kahin yaaron
Thukra na dena mera nazrana
Deewana leke aaya hain dil ka taraana
Deewana leke aaya hain dil ka taraana
Lyricists:
Movie: Mere Jeevan Sathi
Music Director:


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply