Kise puchoon, hai aisa kyun
Be-zubaan sa, yeh jahaan hai
Khushi ke pal, kahan dhoondhu
Be-nishan sa, waqt bhi yahan hai
Jaane kitne labon pe gile hain
Zindagi se kayi faasle hain
Basse jitne hai sapne kyun aakhon mein
Lakeere jab chhoote inhi haathon se
Yun bewajah
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasman
Se yun takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasman
Se yun takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa
Saanson ne kahan rukh modh liya
Koi raah nazar mein na aaye
Dhadkan ne kahan dil chhod diya
Kahan chhode inn jism mein saaye
Yehi baar baar sochta hoon tanha main yanha
Mere saath saath chal raha hai yaadon ka dhuaa
/
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasman
Se yun takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasman
Se yun takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa
Jo bheji thi duaa.a.a..
Woh jaake aasman.n..
Jo bheji thi duaa.a.a..
Bheji thi duaa.a.a
Bheji thi duaa.a.
Bheji thi duaa…
Comments
You must log in to post a comment.