Ghul Raha Hai Sara Manzar by Shankar Mahadevan (1998)

4 views

Ghul raha hai sara manzar
Shaam dhoondhli ho gayi
Ghul raha hai sara manzar
Shaam dhoondhli ho gayi

Chandani ke chadar odhi
Har bahare so gayi
Ghul raha hai sara manzar
Shaam dhoondhli ho gayi – [2]

Waadiyon me ped hai ab
Apni hi parchayi ya – [2]
Uth raha hai kohra jaise
Chandani ka woh dhuan

Chand pighla to chattane
Bhi mulaayam ho gayi
Raat ki saanse jo mehki
Aur madhm ho gayi

Ghul raha hai sara manzar
Sara manzar.. sara manzar..

Naram hai jitni hawa
Utni fiza khamosh hai – [2]
Dehniyo par auz pike
Har kali behosh hai
/

Hondh par karvat liye
Ab unghte hai raaste
Door koi gaa raha hai
Jaane kiski vaste

Ghul raha hai sara manzar
Shaam dhoondhli ho gayi
Chandani ke chadar odhi
Har bahare so gayi

Ghul raha hai sara manzar
Sara manzar.. sara manzar…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply