Haal-E-Dil by Harshit Saxena (2011)

1 view

Hey kaash, kaash yun hota
Har shaam saath tu hota
Chup chaap dil na yun rotaa
Har shaam saath tu hota

Guzaara ho tere bin guzaara
Ab mushkil hai lagta
Nazaara ho tera hi nazaara
Ab har din hai lagta

Haal-e-dil tujhko sunaata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chaahta jaan

Tere sang jo pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan
Wo o o o.. o.o..

Tu meri raah ka sitaara
Tere bina hoon main awaara
Jab bhi tanhayee ne sataaya
Tujhko be-sakhta pukaara
Aa chaahat hai meri la fanaa
Par meri jaan dil mein hoon rakhta haan

Haal-e-dil tujhko sunaata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chaahta jaan

Tere sang jo pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan
Wo o o o.. o.o..

You belong to me
Our love was meant to be
I know you feel it too,
each time I look at you

Khwaabon ka kab tak loon sahara
Ab toh tu aa bhi ja khudara
Meri yeh dono paagal aankhein
Har pal maange tera nazaara
Aaa. samjaun inko kis tarah
Inpe mera bas nahin chalta haan
/

Haal-e-dil tujhko sunaata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chaahta jaan

Tere sang jo pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan
Wo o ho o.. o.. ho..


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply