Hai Na by Atif Aslam (2013)

0 views

Hai na, hai na, hai na
Kyun chup ho yehi to mauka hai
Kaho na tumhe kisne roka hai
Keh do zara
Keh do naa, Keh bhi do zara hmmm hmm

Hai na, hai na, hai na
Aankhon se kajal baha hai jo
Gaalon se kya keh gaya hai woh
Keh do zara
Keh do naa aa, Keh bhi do zara hmmm hmm

Haan, maana zamana bura hai
Sara jahaan hai bura
Achha hua ki mila main
Lucky hai luck tera

Maine bhi tune bhi khwaab koi kabhi
Dekha hai, dekha hai na
Ho o main hansa, tu hansi
Khwaab to aisa hi
Hota hai, Hota hai na
Keh do zara
Keh do naa aa, Keh bhi do zara hmmm hmm

Haan Gussa hai gussa bura hai
Lagti buri bhi hai tu
Koi kahe na kahun main
Thodi ziddi bhi hai tu
Maine toh tere sang
Tera har ek rang
Dekha hai, dekha hai na
Tu bane bekhabar
Dil pe tere asar
Hota hai, hota hai na

Keh bhi do zara
Keh bhi do zara aa aa aa o ho o..

Hai na, hai na, hai na
Nahi jahaan ki hai khabar tumko
Kyun itni meri fiqar tumko

Keh bhi do zara
Keh do na aa aa..
Keh bhi do zara
O hm hmm…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply