Hainiya by Sunidhi Chauhan (2006)

0 views

Yaariya tumhi se lagiya
Hainiya yaariya, yaariya tumhee se lagiya
Hainiya yaariya tumhi se laaniya
Hainiya yaariya tumhi se laaniya

Chaahe laakh kar inkaar,
Maine toh tumhi se pyaar karna hai
Bani hu mai teri khatir,
Yahi ikraar sau sau bar karna hai
Maano naa maano mai diwani teri hui hoy hoy
Hainiya yaariya tumhee se laniya

Akhiyon me tu basada
Akhiyon me tu basada
Meri zindagee tu maajhee re
Meri zindagee tu maajhee re

Saari hi shaame saare savere
Nam khushee se kar diye tere
Chaahat tu, hasrat bhee tu hai
Pyaar ki mere kismat tu hain

Chaahe laakh kar inkaar,
Maine toh tumhi se pyaar karna hai
Tere sapno me jina hain,
Teri baato pe aitbaar karna hain
Maano naa maano mai diwani teri hui hoy hoy
Hainiya yaariya tumhee se laniya
Hainiya yaariya tumhee se laniya

Ankhiyo me tu basda,
Meri jindadee tu mahee ve
Hoy ankhiyon me tu basda,
O meri zindadee tu maahee ve

Ho itna tu mere dil ko yakin hain
Aur tere jaisa koyi nahi hain
Tu duniya me sab se juda hain,
Tujhpe mera pyaar fida hain

Chaahe laakh kar inkaar,
Maine toh tumhi se pyaar karna hai
Mila naa ek jo tuhi
Toh mujhko kya bhala sansaar karna hai

Maano naa maano mai diwaanee
Teri huyee hoy hoy
Hainiya yaariya tumhi se laaniya
Hainiya yaariya tumhi se laaniya
Yaariya tumhi se lagiya…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply