Aaja.. aaja.. aaja..
Aa aa aaja..
Aaja zara sarak le, gir le zara bahek le
Saiyyan zara chhalak le haye
Aake moh se lipat le
Hai tedha zeher hai yeh
Iss se naa kar chhedkhani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani
Meetha yeh namkeen paani
Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani
Joban hai pyaasa to zor kare
Ainwe yeh din mein bhi shor kare
Haye joban hai pyaasa to zor kare
Ainwe yeh din mein bhi shor kare
Takkiya bana lipatt le
Kambal bana rapat le
Tann hai katila baras ki adaa hai shaitani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani
Meetha yeh namkeen paani
Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani
Life ki naughty kahaani, jawani
Yeh halkat jawani..
Ha aa, chhoron ki neeyat halaal kare
Arrey basti mein daily bawaal kare
Haye, chhoron ki neeyat halaal kare
Basti mein daily bawaal kare
Item bana ke rakh le, haye
Chakhna bana ke chakh le
Aankhon ko kyun seke
Haathon se kar manmaani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani
Huyi main huyi paani paani
Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani
Life ki naughty kahaani
Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani
Jawani.. halkat jawani, haye…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.