Ho Māro Māro Pichhakārī Lyrics by Kanchan

Description

Ho Māro Māro Pichhakārī Lyrics by Kanchan translated by Ramkabharosa.

Lyrics

 1. Ho māro māro pichhakārī; ke rang jāye sārī, umariyā hamārī.(2)

1.(Ref) Ho māro māro, ho māro māro; ho māro māro pichhakārī;
ke rang jāye sārī, umariyā hamārī. (ĀĪŪṛāīū)
Ho māro māro pichhakārī; ke rang jāye sārī, umariyā hamārī.

 1. Dīdī morī sāṛī cholī morī dīdī (2); ang ang de doyā, sone ho Rāma.
  Dīdī morī sāṛī, cholī morī dīdī; ang ang de doyā, sone ho Rāma. (Ref)

 2. Mai’ hū terī gorī Chanda ke chakorī (2); ājā piyā ājā, ab khelenge Holī.
  Mai’ hū terī gorī, Chanda ke chakorī; ājā piyā ājā, ab khelenge Holī.(Ref)

4.Bindī ho yā rāt ho hātho’ me’ hāth ho (2); rājā mai’ to chāho jīvan bhar kā sāth ho.
Bindī ho yā rāt ho hātho’ me’ hāth ho; rājā mai’ to chāho jīvan bhar kā sāth ho.(Ref)

 1. Ho māro māro, ho māro māro; ho māro māro pichhakārī;
  ke rang jāye sārī, umariyā hamārī.
  Ho māro māro pichhakārī; ke rang chāhiye sārī, umariyā hamārī;
  ke rang jāye sārī umariyā hamārī, ke rang jāye sārī umariyā hamārī.

Listen

https://www.youtube.com/watch?v=U6i7vri9lhQ

By Chutney Music

Hello and Welcome! I am the Chutneymusic.com Robot and I am here to answer any questions you may have.