Surkh wala, soz wala, faiz wala love
Hota hai jo love se zyada
Waise wala love
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh humko
Aaj kuch zyada hua.. Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua.. Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua.. Ishq wala love
Meri neendh jaise pehli baar tooti hai
Aankhein malke maine dekhi hai subah
Huyi dhoop zyada leke teri roshini
Yeh din chadha.. Ishq wala love
Jhaake baadlon ki jaali ke peeche se
Kare chandini yeh mujhko itna
Leke noor sara chand mera yahin pe
Hai chupa chupa hua.. Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh humko
Aaj kuch zyada hua.. Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua.. Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua.. Ishq wala love
Kyun na aise hota
Jo milte tum ho jaate ghum saath mere
Hote hote hoga samjhaaye hum
Thum jaaye tham oh dil mere
Toota zyada zyada taara jab gira
Zara zyada zyada maangu dil tera
Kabhi zyada zyada maane na dil yeh sarfira
Ishq wala love
Bada yeh dil nadaan tha par aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo khone ka tha darr
Ujhe pata nahi kyun zyada hua
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh humko
Aaj kuch zyada hua.. Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua.. Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua.. Ishq wala love
Ishq wala love
Surkh wala soz wala faiz wala love
Ishq wala love
Hota hai jo love se zyada waise wala love
Ishq wala love
Surkh wala soz wala faiz wala love
Ishq wala love
Hota hai jo love se zyada waise wala love
Ishq wala love…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.