Description
Amish, Arvind And Vinesh Ramnarine Teams Up To Bring Us A 2019 Bollywood Cover Of Issaqbaazi, Orignally Sung By Sukhwinder Singh & Divya Kumar Taken From The Movie Zero (2018). This Cover Was Produced And Recorded At Bakyard Studios, Mixed By Richard Ramnarine And Keron Harris And Mastered By Nikholai Greene.
Lyrics
प्रेम ना उपजे खेत में
भइया प्रेम बिके न हाट रे
पर जब-जब ये हो जाए
लग जाती है वाट रे
वाट रे
खड़ी हो जाएगी खाट रे
मदवा पी के प्रेम का हम
हैं तनिक बौराए से
र वो मसूका यार हम हैं
बीच ना कोई आए रे
उसके नैना नीट दारु
से गजब चढ़ जाए रे
हो तब से हमरी है वो जब से
जग में आसिक आए रे
कसम से
धरम से
कसम से जियरा चकनाचूर है
इसकबाजी से
कसम से जियरा चकनाचूर है
इसकबाजी से
कसम से जियरा चकनाचूर है
इसकबाजी से है
हो तुम का जानो प्रीत की चिड़िया
कौन गगन में उड़ती है
हो प्रीत हमारी परछाई है
जहाँ मुड़ें हम मुड़ती है
हो लग जइबे है तेज कटारी
बड़ी ज़ोर से सीने में
हाय दर्द बड़ा हो तभी तो आवै
बड़ा मजा भी जीने में
उसका हमरा
मेल अनोखा
उसका हमरा मेल अनोखा
वो लहर हम पानी हैं
तुम हो पानी हम किनारा
लहर हम तक आनी है
कसम से
धरम से
कसम से जियरा चकनाचूर है
इसकबाजी से
कसम से जियरा चकनाचूर है
इसकबाजी से
कसम से…
Prem na upje khet mein
Bhaiya prem bike na haat re
Par jab jab ye ho jaaye
Lag jaati hai waat re
Waat re
Khadi ho jayegi khaat re…
Madua peeke prem ka hum
Hai tanik bouraye se
Re wo mashooka, yaar hum hai
Beech na koi aaye re
Ho uske naina neat daru
se ghazab chad jaayein re
Ho tab se humri hai woh jab se
Jag mein aashiq aaye re
Kasam se, dharam se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issaqbaazi se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issaqbaazi se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issaqbaazi se, hey…
Ho… tum ka jaano preet ki chidiya
Kaun gagan mein udti hai
Ho… preet humari parchai hai
Jahaan muda hum mudti hai
Ho lag jaibe hai tejj kataari
Badi zor se seene mein
Haaye… dard bada ho tabhi toh aavae
Bada maza bhi jeene mein
Ho uska humra mel anokha
Uska humra mel anokha
Woh lehar hum paani hai
Tum ho paani hum kinara
Lehar hum tak aani hai
Kasam se, dharam se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issaqbaazi se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issaqbaazi se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issaqbaazi se
Ho ho…
Hum usse prem ghazab karte
Woh humse prem ghazab karti
Woh humre liye jaroori hai
Woh humre bina adhoori hai
Hum tose usko ladwayenge
Itna hum bhadkayenge
Tu chamcha ho ja uska chaahe
Maanegi na baat
Ho ek batte do aassiq
Tohri kaise hogi chhori re
Apne kad se ooncha na tu
Sapno ka charkha kaat
Karat hai kyun baatein umar se badi
Tu desi deewana woh english pari
Hai Sahiba padhaku thi
Mirza tha taiyn
Tabhi toh woh english hai
Desi hoon main
Hai jiya le gayi hai re tohri ye baat
Aa karle tu yaari mila humse haath
Aa karle tu yaari mila humse haath…
Dhinak thaak, dhinthaak dhinthaak, thaa
Listen
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.