Jaana Hai by Zubeen Garg (2011)

1 view

Jaana hai badal se door
Chaya hai pagal suroor
Raahein bhi bechain hai
Bepanaah yeh naal hai

O naina jaagey jaagey
O chaina dhaagey dhaagey
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
O mazil meelon aagey, jo dil ko bojal laagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge

Kaheti aayi mehefil
Jo kahani phus phusaake
Keh kahone yun udaa ke
Muh zubaani hi banake
Rokegi, woh tujhe woh tujhe, woh tujhe

Hoga kuch na haasil
Himmathon se zal zalonse
Dil jalon ke chaunchalon se
Char palke bulbulon se
Tokegi, woh tujhe

Jaana hai badal se door
Chaya hai pagal suroor
Raahein bhi bechen hai
Bepanaah yeh naal hai

O naina jaagey jaagey
O chena daagey daagey
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
O mazil meelon aagey, jo dil ko bojal laagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge

Har pal imtehaan hai
Iktadah hai, intha hai
Faasalon ka kafila hai
Roshni na darmiyan hai
Door hai, door hai..

Manzil dhekti hain
Tere manzar muskurake
Dekh nazre toh uthaake
Hai bulata cham chamaake
Noor hai, noor hai..

Jaana hai badal se door
Chaya haieheeh pagal suroor
Raahein bhii bechen hai
Bepanaaha yeh neal hai

O naina jaagey jaagey
O chena daagey daagey
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
O mazil meelon aagey, jo dil ko bojal laagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge…

Na na na…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply