Jaane Kyun Pyaar Mein (Remix) by Daboo Malik (2010)

3 views

Jaane kyun pyaar mein aisa ho jaata hai
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin
Ye raatein katt ti nahin, ye din kat ta nahin

Haanji haan pyaar mein aisa ho jaata hai
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin

Ishq toofan hai yaara husn haseen nazara
Tum zara bachke rehna yun shabnam hai sharara

Aashiqui mein ab ye dil, kuch kar jaayega
Rokey chahe duniya ye, rukk nahin paayega
Ishq ki raah ye, itni aasan nahin
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin

Jaane kyun pyaar mein aisa ho jaata hai
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin

Thodi bechaini hai, thoda sa karaar hai
Hai jahan humnasheen, wahin dil yaar hai
Hongi betaabiyan rasme deedar mein
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin

Jaane kyun pyaar mein aisa ho jaata hai

Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin
Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply