Jhooth Boliya by Kamaal Khan (2013)

10 views

Ki main jhooth boliya
Ki main jhooth boliya
Ki main kukkad toliya
Ki main zeher kholiya

Ho paise ki ho baat
To kadke bade bade ban jaate
Par than than gopalon ke bhi honge
Switzerland mein khaate..

Chor chor keh phir peette haan..
Jise mile di paake
Par chori ka mile mauqa toh
Hath maare wohi dabake

Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na –

Bijli na paani hai
Sheela ki jawani hai
Nagri andheri chaupat raja
Netaji so rahe
Tandoori murga kha ke
Democracy ka bajta dekho baja
India shine woh batlayein
Har chunaav mein aake
Aur bholi bhali janta **
Di mehangai ke baante

Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na –

O hatke, o hatke paraji zara bachke
O hatke, o hatke paraji zara bachke
O hatke, o hatke paraji zara bachke
O hatke, o hatke paraji zara bachke
O hatke, hatke, hatke paraji zara bachke

Internet pe duniya bhar ke jode social naate
Magar padosi ke dukh-dard ko na samjhe na koi baante
Daan punya ki baat karein
Sab oonchi oonchi haankein
Pehan ke chola sanyasi ka gadi gadi bhaage
O ho lambi chaudi fees ke badle
Degree ek thama ke
College bole naukri ab doondh ke bataa kaake
Love romance ki baat karein
Sab dil-o-jaan lutaa ke
Kaam hai to sab theek hai
Nahi to chewing-gum thook chaba ke

Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na –

Jithni unchi ho shaan utna wo beimaan
Tham jaam baaki sab hadh dikhave
Uparwala bhi hoga kitna pareshan
Jaane kisne bheja inko banaake

Love my country baat karein
Sab bachche bharat ma ke
Phir bhi sapno mein baste hain


Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na – [2]

Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na

O hatke, o hatke paraji zara bachke
O hatke, hatke, hatke paraji zara bachke…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply