Jis Jagah Pe Khatam by Neeraj Shridhar (2012)

2 views

Players… Lets Play.! Lets Go.! Lets Play.!
Players… Lets Go.! Lets Play.! Lets Go.!
Players… Lets Play.! Lets Play Game of Gold
Players… Lets Go.! Lets Play Game of Gold

Abhi tak toh hume koi samjha hi nahin
Haan koi hume pehchana hai kahan
Nahin kisi ko khabar, hai woh manzil kaun si
Aakhir hume jaana hai jahaan

Ho.o
Hum chale toh din bhi
Khud ba khud chalte hain
Hum jahaan ruk jaaye, wahin raat hoti hai

Jis jagah pe khatam sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari shuruwaat hoti hai
Jis jagah pe khatam sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari shuruwaat hoti hai

Players… Lets Play.! Lets Go.! Lets Play.!
Players… Lets Go.! Lets Play.! Lets Go.!
Players… Lets Play.! Lets Play Game of Gold
Players… Lets Go.! Lets Play Game of Gold

Chup hain agar hum yeh apni sharafat hai
Warna to roke na rukti sharaarat hai
Paisa hai kitna yeh poocho zara mann se
Iss ko bhi ro de tu zulfon ke saawan se

Is bahaane tu bhi, thoda sa bheege ga
Kaun si rozana yeh barsaat hoti hai

Jis jagah pe khatam sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari shuruwaat hoti hai
Jis jagah pe khatam sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari shuruwaat hoti hai

Apsi adaayon ka kayal zamana hai
Lekin yeh dil toh teri hi deewana hai
Ab tum mile hai toh koi wajah hogi
Isme bhi shayad khuda ki raza hogi

Do dilon ka milna, hai wahi karta hai
Chaahne se kab yeh mulakat hoti hai

Jis jagah pe khatam sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari shuruwaat hoti hai
Jis jagah pe khatam sab ki baat hoti hai
Uss jagah se humari shuruwaat hoti hai


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply