Jisko Hamne Apna Samjha by Agam Kumar Nigam (2009)

7 views

Jisko hamne apna samjha, woh nikla begana

Shesha jaise toot raha ho, tuta dil deewana
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

Kitna mushkil hai tumko aur abb khud ko samjhana

Dil ki manjil aur kahi hai, aur kahin ab jaana
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

Mere khyalon mein sirf tumho, bhulau tumko kaise
Chale gaye ho dur itne bulau tumako kaise
Kyun maine ki hai yeh bewafayi bataau tumko kaise
Meri sunoge toh ro padoge rulaau tumko kaise

Jiski kismat mein ho rona, usko kya behlaana

Shesha jaise toot raha ho, tuta dil deewaana
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

Tumhe jagakar main so sakungi yeh toh nahi hai mumkin
Mujhe pata hai main janti hoon jina hai kaise tum bin
Agar tumhe bhi hai dard itna toh kyun juda ho mujhse
Tumhare dil mein na koi shikwa toh kyun khafa ho mujhse

Likha jo rab ne wahi toh hoga, likha hai jo afsana
Likha jo rab ne wahi toh hoga, likha hai jo afsana
Dil ki manjil aur kahi hai, aur kahin ab jaana
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

Jisko hamne apna samjha, woh nikla begana
Shesha jaise toot raha ho, tuta dil deewana
Kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana
Dil ki manjil aur kahi hai, aur kahin ab jaana
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge…

Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply