Kar Chalna Shuru Tu by Vishal Dadlani (2012)

0 views

Jo hua hai woh hota hai
Jo hona hai woh hona hai
Jo tere bas mein baatein hai
Unhe khama-kha kyun khona hai

Ho jitni bhi hai jitni bhi hai
Umeedein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak
Raastein dekhe

Kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain
Ek main aur ekk tu

Ho kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu

Nazariya dono ka
Miley na mile
Kadar dono ko hai dono ki
Safar tay yeh kare, saath mein bhale
Alag hai manzilein dono ki
Tukda tukda dhoop ho
Chaahe chutki bharke chaaon bhi
Baraabari se baatein ho zaroorat jo jis tarah ki

Ho o o
Jitni bhi hai jitni bhi hai
Koshishein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak,
Raastein dekhe

Kar chalna shuru tu, shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Naa dekh mudke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain, sahin hain sahin hain
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu..

Kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu

Jo socha hai kab hota hai
Yehi hamesha ka rona hai
Soche bin mil jaaye jo
Usse khamakha kyun khona hai

Hmm
Jitni mile jitni mile, raahatein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak
Raastein dekhe…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply