Kashmir Ki Kali Hoon Main Lyrics by Lata Mangeshkar | Junglee
Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na milungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Are kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Rangat meri baharo mein
Dil ki aag chanaro mein
Rangat meri baharo mein
Dil ki aag chanaro mein
Kuch to hum se baat karo
In behki gulzaro mein
Kuch to hum se baat karo
In behki gulzaro mein
Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Are kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa hum ko pyaar hai
Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa hum ko pyaar hai
Yehi ada ko katil hai
Jisne humko mara hai
Yehi ada ko katil hai
Jisne humko mara hai
Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Are kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Lyricists: Hasrat Jaipuri, Shailendra
Movie: Junglee
Music Director: Shankar-Jaikishan
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.