Kaun Hai Ajnabi by Aditi Singh Sharma (2011)

2 views

Tu hai saazish ke ghere mein
Dekh toh zara andhere mein
Tu hai sazish ke ghere mein
Dekh to zara andhere mein

Kya hai jo hone ko hai, kya hai jo khone ko he
Kaise yeh khatre hain jo chaaye hain
Koi kuch kehta kya, chupke koi rehta hai kya
Deewaron par yeh kiske saaye hain

Kisi chehre ke peechay koi chehra chhupa hai
Tu yeh dekh le, dekh sake to
Kisi chehre ke peechay koi chehra chhupa hai
Tu yeh dekh le, dekh sake to

Kaun hai ajnabi… Kaun hai ajnabi…
Kaun hai ajnabi… Kaun hai ajnabi…

Sun zara ke aa rahe hain, kiski yeh aahate
Kaun de pataa chalega, yeh andhere toh ghate

Woh jo bhi hai dushman he woh
Karna hai kya zara soch lo
Yeh khooni panja hai jo, kaisa shikanja hai woh
Khanjar yeh kaise lehraaye hain

Kisi chehre ke peeche koi chehra chhupa hai
Tu yeh dekh le, dekh sake toh
Kisi chehre ke peeche koi chehra chhupa hai
Tu yeh dekh le, dekh sake toh

Kaun hai ajnabi… Kaun hai ajnabi…
Kaun hai ajnabi… Kaun hai ajnabi…

Tu hai saazish ke ghere mein… tu hai saazish
Dekh toh zara… andhere mein

Kya hai jo hone ko hai, kya hai jo khone ko hai
Kaise yeh khatre hain jo chaaye hain
Koi kuch kehta kya, chhupke koi rehta hai kya
Deewaron par yeh kiske saaye hain

Kisi chehre ke peeche koi chehra chhupa hai
Tu yeh dekh le, dekh sake toh
Kisi chehre ke peeche koi chehra chhupa hai
Tu yeh dekh le, dekh sake toh

Kaun hai ajnabi… Kaun hai ajnabi…
Kaun hai ajnabi…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply