Kisi Din by Adnan Sami (2007)

2 views

Guzre jo mere ghar se, to ruk jaaye sitaare
Haye.. Is tarahmeri raat ko chamkao kisi din
Hoo.. Alaallaaa.. Hooo alaalllaa.. Hooo..
Hmmm.. Hoo.. oooho..

Chehre pe mere zulf ko phailao kisi din
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
Some day..
Chehre pe mere zulf ko phailao kisi din
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
Some day..

Pairon ki tarah husn ki baarish mein naha loon
Baarish mein naha loon, haan, naha loon
Pairon ki tarah husn ki baarish mein naha loon
Baadal ki tarah jhoom ke ghar aao kisi din
Aa jao kisi din, aa jao kisi din

Chehre pe mere zulf ko phailao kisi din
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
Some day..
Chehre pe mere zulf ko phailao kisi din
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
Some day..

Hoo alaallaa everyboady, hoo alalla hooo..
Hoo alaallaa hoo alallla hooo..
Everytime you go away baby,
I keep a kind of burning for you girl – [2]

Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se
Dil ki gali se, haa, gali se
Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se
Phoolon ki tarah mujh pe bikhar jaao kisi din
Aa jao kisi din, aa jao kisi din

Chehre pe mere zulf ko phailao kisi din
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
Some day..
Chehre pe mere zulf ko phailao kisi din
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
Some day..

Mein apni har ek saans usi raat ko de doon
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
Sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din

Everytime you go away baby,
I keep a kind of burning for you girl
Everytime you go away baby,
I keep a kind of burning for you girl…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply