Kyun by Clinton Cerejo (2009)

0 views

Kyun, hai yeh khamoshiyan
Jaane kyun thehri si hai zubaan
Jaane kya ho gaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan

Kyun, hai yeh khamoshiyan
Jaane kyun thehri si hai zubaan
Jaane kya ho gaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan

Kyun, hai yeh majbooriyan
Jaane kyun bebas hai hum yahan
Jaane kya ho gaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan

Jo pahele thi
Ab woh nahi hai hawayein
Kya ho gaya
Hai yeh kaise batayein
Pahele thi
Ab woh nahi hai hawayein
Kya ho gaya
Hai yeh kaise batayein

Humne, socha nahi tha
Aansu mein doobega, lamha khushi ka
Kaise, yeh silsile hain
Hai pass phir bhi, bahaut faslein hain

Kyun, hain yeh tanhaiyan
Jane kyun, suna sa hai jahan
Din jaise raat hai
Jaane kya baat hai
Rootha hua, hai humse yeh samaa

Jo pahele thi
Ab woh nahi hai hawayein
Kya ho gaya
Hai yeh kaise batayein

Rishte, bikhre hue hain
Phir se inhe jod le, sochte hain
Raahein, kahene lagi hai
Apni juda koi manzil nahi hai

Kyun, hai yeh khamoshiyan
Jaane kyun thehri si hai zubaan
Jaane kya hogaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan
/

Kyun, hai yeh majbooriyan
Jaane kyun, bebas hai hum yahan
Jaane kya hogaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan

Jo pahele thi
Ab woh, nahi hai hawayein
Kya ho gaya
Hai yeh kaise bataein
Pahele thi
Ab woh nahi hai hawaien
Kya ho gaya
Hai yeh kaise batayein…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply