Lonely by Himesh Reshammiya (2012)

3 views

Tujh se door main bhi hoon majboor,
Dil ko sataye teri akhiyon ka noor,
Aah, baat ye sachhi aaj tujh ko bataaun
Mujhe samajh ni aata kaise dooriyaan mitaaun
Bas tere liye main ye geet likhte jaaun
Din raat hi main inhe goongunaaun
Phone mein photo teri dekhu baari-baari
Ji kardaa aaja hawa main maar ke udaari,

O baawariyaa.. o baawariyaa..
Main kitna tanha-tanha
Lonely-lonely tere bin
O baawariyaa..

Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein tadpe jiya
O baawariyaa.. o baawariyaa..

Main kitna tanha-tanha
Lonely-lonely tere bin..
O baawariyaa..
Saanson mein, aankhon mein,
Neendon mein, khwaabon mein
Tu hi tu.. o baawariyaa

Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein tadpe jiya
O baawariyaa.. o baawariyaa..

Main kitna tanha-tanha
Lonely-lonely tere bin..
O baawariyaa..

Tujh se dur main bhi hoon majboor,
Dil ko sataye teri akhiyon ka noor,
Aah, baat ye sachhi aaj tujh ko bataaun
Mujhe samajh ni aata kaise duriyaan mitaaun
Bas tere liye main ye geet likhte jaaun
Din raat hi main inhe goongunaaun
Phone mein photo teri dekhu baari-baari
Ji kardaa aaja hawa main maar ke udaari,

Jitna main bhoolna chahu,
Teri yaadein na dil se jati hain
Koi na koi connection hain
Jo meri neendon ko churati hain

Teri yaaad.. Saath hain
Teri yaaad.. Saath hain
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein tadpe jiya
O baawariyaa.. o baawariyaa..
/

Main kitna tanha-tanha
Lonely-lonely tere bin
O baawariyaa..
Saanson mein, aankhon mein
Neendon mein, khwaabon mein
Tu hi tu.. o baawariyaa..

Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein tadpe jiya
O baawariyaa.. o baawariyaa..

Main kitna tanha-tanha
Lonely-lonely tere bin
O baawariyaa…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply