Aashiyan by Shreya Ghoshal (2012)

1 view

Itti si hansi.. itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyaan

Itti si hansi.. itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyaan..

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe til chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein

Aadhi aadhi baatein ye
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga
Apna ye aashiyan

Itti si hansi.. itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyaan

Naa ho chaar deewarein
Phir bhi jhrokhe khule
Baadalon ke hothon pe
Shaakhein har pankha chale

Naa ho koi takraarein
Are masti thahaake chalein
Pyaar ke sikkon se mahine ka kharcha chale

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe til chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein

Aadhi aadhi baatein ye
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga
Apna ye Aashiyan

Itti si hansi.. itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyaan

Itti si hansi.. itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyaan…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply