Chanda Ki Doli by Sonu Nigam (2005)

32 views

Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Shehzadi aayi meri
Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Khushiyan woh layi meri

Palkon ke dar se woh aankhon ke ghar mein rahe
Khwaabo ko sach hone de – [2]
Har ek dua mein usko hi maanga sada
Woh bhi mujhe maang le

Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Shehzadi aayi meri o..o…

Aane se uske yaha mehka hain sara sama
Usko toh sajda kare ab ye zameen aasmaan
Mujhe hain yakeen, itna hasin pahele kahin dekha nahi
Sun le zara tu yeh iltejaah hain khuda
Woh kaash mujhko miley

Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Shehzadi aayi meri o..o…

Khwabo, khwabo ka aao ek ghar banaye
Harsu jaha hum mohabbat sajaye
Subah shaam ho jaha dilkaashi, raate miley shabnami
Ek chand jaise taaron ke dil me pale
Yeh pyar aaise khile

Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Shehzadi aayi meri Disha o..o…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply