Chatte Batte by Armaan Malik (2011)

1 view

Kabhi lade lade se the
Kabhi ade ade se the
Kabhi bhide bhide se the
Bus yuhin jud gaye

Thode thode se meethe hai
Thode thode se khatte hai
Ab ek thali ke chatte batte hai

Ab ek thali ke, chatte batte hai
Ab ek thali ke, chatte batte hai
Ab ek thali ke, chatte batte hai
Ab ek thali ke, chatte batte hai

Yeh toh murgiyon ke chuse se
Sang ek duje ke
Idhar udhar tittar bittar
Daudte phire

Yeh toh holi ke rang hai
Alag hai, par sang hai
Chehre pe chalke toh
Sab lage ek se

Kahin galon pe lali hai
Kahin jeb khali hai
Farak inme hai bade
Inhe farak na pade

Thode thode se meethe hai
Thode thode se khatte hai
Ab ek thali ke chatte batte hai

Ab ek thali ke, chatte batte hai
Ab ek thali ke, chatte batte hai
Ab ek thali ke, chatte batte hai
Ab ek thali ke, chatte batte hai

Chatte batte hai..

Yeh jalebiyon ke tukde hai
Chashni se ubhre hai
Tedhe medhe garma garam
Par meethe bhi hai

Yeh toh hawa ke jhonke hai
Muthi mein band hote hai
Marzi jidhar mukar udhar
Sarr sarr bahe

Kahin mummy ki thapki hai
Kahin katon pe jhapki hai
Hai manzilein judaa
Par raah ek hai

Thode thode se meethe hai
Thode thode se khatte hai
Ab ek thali ke chatte batte hai

Ab ek thali ke, chatte batte hai
Ab ek thali ke, chatte batte hai
Ab ek thali ke, chatte batte hai
Ab ek thali ke, chatte batte hai

Chatte batte hai
Chatte batte hai…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply