Aoni pauni teri harkaton pe khulke hasta hua
Aadhi tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua
Pehle to sensible sa yeh mera deewana dil tha
Kya isko ho gaya, naa jaane kya hua
Sochta hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Sochti hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Barsaatein baadalon ke bin wo karwa de
Hansti hai jab woh
Kabhi yunhi bina kahe kahin
Udda ke bas le jaati hai woh
Aye dil, suno na zara kehna mera
Peechhe uske tu aankhein meeche
Kyun bhaage jaane le jaaye woh kidhar
Sochti hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Sochta hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Tu na jaane khud ko bhi jitna
Maine jaana tujhko hai utna
Thodi thodi dopehri
Zara sa tu mera savera
Ab to.. Sune naa dil meri
Aate jaate bas aane waale pal ke
Khayalon mein hai rehta bekhabar
Sochta..
Sochti hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Sochta hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Aoni pauni teri harkaton pe khulke hasta hua
Aadhi tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua
Pehle to sensible sa yeh mera deewana dil tha
Kya isko ho gaya, naa jaane kya hua
Sochti hoon raat bhar
Sochta hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataye iss kadar
Bin bataye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Kyun hua hai dil duffer…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.