Dil Kahe by Devaki Pandit (2009)

0 views

Dil kahe chhoo lu mai udke ye badal
Sab mumkin lage hai ab to mujhe
Dekho to ye sare nazare
Mere sath chal rahe hain

Dil kahe chhoo lu mai udke ye badal
Sab mumkin lage hai ab to mujhe

Yun achanak humein jane kya hua hai
Kuch samajh na sake jane kya vajah hai
Yun achanak humein jane kya hua hai
Kuch samajh na sake jane kya vajah hai

Aa gaye hum kahan kya wahi hai jahaan
Ab to sitare ye sare meri baat kar rahein
Dil kahe chhoo lu mai udke ye badal
Sab mumkin lage hai ab to mujhe

Ga raha aasma jhoome ye zameen hai
Zindagi ka safar kitna haseen hai
Ga raha aasma jhoome ye zameen hai
Zindagi ka safar kitna haseen hai
Ye nai baat hai har khushi saath hai
Ab to mere hi tarane bhavre gunguna rahe

Dil kahe chhoo lu mai udke ye badal
Sab mumkin lage hai ab to mujhe
Dekho to ye sare nazare mere sath chal rahe…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply