Ghum Huye (The Theme Of David) by Sidharth Basrur (2013)

0 views

Khoya sa hai mera raasta
Chhoota peechhe kahin
Jaane kahan karwan
Aur adhoori si reh gayi, baat raat aisi dhali
Inn andheron mein, hum kho gaye
Ho dhoondhe unhi rahon ko,
Woh raaste jahan khoye the hum

Ghum huye..
Ghum huye.. Ghum huye..

Thode se hain, khaali panne yahaan
Dhoondhenge sabhi, syaahi ki zubaan
Aur khali se hain yeh khayaal
Inn khayalon ko
Inhe hai bas talaash sawaalon ki
Ho dhoondhe unhi rahon ko
Sukoon bhari, chhav ko
Guzre huye kadmon ko
Woh raaste jahan khoye the

Ghum huye..
Ghum huye.. Ghum huye..

Ho dhoondhe unhi rahon ko
Sukoon bhari chhav ko
Woh guzre huye kadmon ko
Woh raaste jahan khoye the hum

Ghum huye.. Ghum huye..
Ghum huye.. Ghum huye.. Ghum huye..


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply