Haan Main Jitni Martaba by KK (2009)

2 views

Haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan tu jeene ki wajah
Dikhe tu har jagah
Nazar jaaye jahan
Haan haan haan ke tere saath hi
Chalegi har ghadi
Yeh meri daastan

Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan kya galti hai meri
Jo baaton mein teri
Aa gaya, aa gaya, dil mera
Haan zamana chhod ke
Hamesha ke liye
Ho gaya ho gaya dil tera
Haan tu mera pyaar hai
Mera dildaar hai
Tu mera hai jahan

Haan.. haan.. haan..
Yeh lamhe khas hain
Jo hum tum paas hain
Nahi hai duriyaan

Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan nigaahon mein rahun
Ya baahon mein rahun
Main kabhi na kahin pe jaaun
Haan irraada hai mera
Yeh vaada hai mera
Naa kabhi main tujhe tadpaun
Haan tujhe main dun khushi
Tu meri hai zameen
Tu hi hai aasmaan

Haan haan haan yeh meri zindagi
Hai tujh mein hai kahin
Hai jana ab kahan

Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan tu jeene ki wajah
Dikhe tu har jagah
Nazar jaaye jahan
Haan haan haan ke tere saath hi
Chalegi har ghadi
Yeh meri daastan

Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply