Haseeno Ki Nigahon by Raghav Sachar (2007)

2 views

Haseeno ki nigahon main
Khoya khoya sa hoon me
Gori gori bahon main
Soya soya sa hoon me – [2]

Ho tere aanchal ke havaon tale
Din raat main aahein bharta hoon
Tere husn ko dekh ke main
Roz shararat karta hoon

Ho tere anchal ke havaon tale
Din raat main aahain bharta hoon
Roz shararat karta hoon

Mohabbath ki raahon main
Dhundhta hoon tujhe main aksar
Aap jo na mile
To aur bhi hain yahaan humsafar

Haseeno ki nigahon main
Khoya khoya sa hoon me
Gori gori bahon main
Soya soya sa hoon me

Ho…
Ek pal main haan ik pal main na
Tere samne hai mera saar jahaan
Tera ghal gulabi honth sharabi
Jalvon ne tere madhosh kiya – [2]

Samjahiye na meri deewangi
Chalte chalte kahaan aa phasi
Kabhi yahaan kabhi vahaan
Yehi hai mere dil ki bebasi

Haseeno ki nigahon main
Khoya khoya sa hoon me
Gori gori bahon main
Soya soya sa hoon me

Mohabbath ki raahon main
Dhundhta hoon tujhe main aksar
Aap jo na mile
To aur bhi hain yahaan humsafar

Ho tere aanchal ke havaon tale
Din raat main aahein bharta hoon
Tere husn ko dekh ke main
Roz shararat karta hoon

Ho…
Ek pal main haan ik pal main na
Tere samne hai mera saar jahaan
Tera ghal gulabi honth sharabi
Jalvon ne tere madhosh kiya… – [2]


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply