Ho Gaya Ho Gaya by Abhijeet Bhattacharya (2003)

7 views

Haan karun main izhaar, karun main iqraar
Ke main hoon beqaraar
Haan karun main izhaar, karun main iqraar
Ke main hoon beqaraar

Abhi maine jaana yeh sanam mere yaar
Abhi maine jaana yeh sanam mere yaar
Abhi maine maana hai yeh o mere yaar
Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar
Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar
Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar

Ho gaya mujhe pyaar, tum hi se ho gaya mujhe pyaar
Abhi maine jaana yeh sanam mere yaar
Abhi maine jaana yeh sanam mere yaar

Aisa bhi to hota hai ki kabhi zindagi mein
Chalte chalte raste mein hi kabhi bekhudi mein
Mere haath mein bhoole se tera haath jese aaya
To dil ne yeh poocha tum se ke kya tum ko

Ho gaya, ho gaya, ho gaya tujhe pyaar
Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar
Ho gaya mujhe pyaar, tum hi se ho gaya mujhe pyaar
Abhi maine jaana yeh sanam mere yaar

Ho gaya.. ho gaya…
Ho gaya.. ho gaya…

Khoya rehta hun main ab to teri dilkashi mein
Shaamil hai ab tu hi tu bas, meri aashiqi mein
Meri saans ne chupke se, teri saans se yeh poocha
Ke ab tujh ko mujh se bhi to ho gaya

Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar
Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar
Ho gaya mujhe pyaar, tum hi se hogaya mujhe pyaar

Abhi maine jaana yeh sanam mere yaar
Abhi maine maana hai yeh o mere yaar
Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar
Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar
Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar
Ho gaya, ho gaya, ho gaya mujhe pyaar…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply