If You Lie You Die by Neeraj Shridhar (2013)

1 view

Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein

Ek sawaal ka ek jawaab
Aisa kaisa, aisa kaisa
Teri neeyat ka hoga hisaab
Aisa kaisa, aisa kaisa

Ek sawaal ka ek jawaab
Teri neeyat ka hoga hisaab
Yahaan jagaa tu apni raza
Nahi to saansein teri bann jaaye na sazaa

If you lie you die
Kal kare so aaj kar aaj kare so abb
Kismat teri khul jayegi game hai gazab
Kal kare so aaj kar aaj kare so abb
Kismat teri khul jayegi game hai gazab – [2]

If you lie you die table no. 21
If you lie you die table no. 21

Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein – [2]

Ye teer andaaz
Sab ke khelne ke hai
Niraale andaaz
Sab ke khelne ke hai – [2]
Karde fana tu saara jahan
Kya phalak kya zameen, na rahe koi nishaan

If you lie you die
Kal kare so aaj kar aaj kare so abb
Kismat teri khul jayegi game hai gazab
Kal kare so aaj kar aaj kare so abb
Kismat teri khul jayegi game hai gazab
Table no. 21

Mujhse ab meri kismat ke fasaane na kaho
Qatra qatra jee raha hun bahaane na kaho
Paisa aisa kaisa paisa, paisa aisa kaisa paisa
Umeedon ki tum meri nilaami na karo

Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein
/

Zamaane ko na dekh
Hai tere paas mauka ek
Khayalon ko na phenk
Hai tere paas mauka ek – [2]
Apne pe bharosa, agar tujhe hai itna
Toh aake aazmaale apni kismat tu yahaan

If you lie you die
Kal kare so aaj kar aaj kare so abb
Kismat teri khul jayegi game hai gazab
Kal kare so aaj kar aaj kare so abb
Kismat teri khul jayegi game hai gazab

Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Kismat teri khul jayegi game hai gazab
Table no. 21


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply