Insaaf by Guru (2007)

2 views

Insaan se insaan ka
Insaan sa insaaf kar
Har jaan har imaan ka
Har hal pe sanman kar

Insaan se insaan ka
Insaan sa insaaf kar
Har jaan har imaan ka
Har hal pe sanman kar

Geeta ho ya kuran
Dono me hai khuda
Mandir ho ya dargah
Tujhme hi khuda

Dargah pe jaa allahan
Maula ko maan ya karle jaap
Kisi maa pe julm
Kisi jaan pe julm
Nahin mitne wala hai ye paap

Dargah pe jaa allahan
Maula ko maan ya karle jaap
Kisi maa pe julm
Kisi jaan pe julm
Nahin mitne wala hai ye paap

Geeta ho ya kuran
Dono me hai khuda
Mandir ho ya dargah
Tujhme hi khuda – [2]

Sarve Bhavantu Sukhinh
Sarve santuh Niramaya
Sarve Bhadrani Pashyantu
Ma Kaschin Dukh Bhag Bhavet – [3]

Insaan se insaan ka
Insaan sa insaaf kar
Har jaan har imaan ka
Har hal pe sanman kar

Geeta ho ya kuran
Dono me hai khuda
Mandir ho ya dargah
Tujhme hi khuda

Geeta ho ya kuran
Dono me hai khuda
Mandir ho ya dargah
Tujhme hi khuda…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply