Ishq Bada Sangdil by Sukhwinder Singh (2011)

1 view

Ya.. ali..

Ishq se jis ne ishq kiya hai
Ishq usi ka qatil hai
Ishq ki raah mein jo bhi chala
Uss ko na mili kabhi manzil hai

Ishq se jis ne ishq kiya hai
Ishq usi ka qatil hai
Ishq ki raah mein jo bhi chale
Uss ko na mili kabhi manzil hai

Ya ali ya ali maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali maula ya ali ya ali

Ishq mein marna aasan hai
Jeena bada hi mushkil hai
(ya ali ya ali maula ya ali ya ali)

ishq mein marna aasan hai
jeena bada hi mushkil hai
aansun aahain jagna tadapna
ishq mein ye sab haasil hai

Ishq se jis ne ishq kiya
Ishq usi ka qaatil hai
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai

Ya ali ya ali maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali maula ya ali ya ali

waaden bhoole Kasmen tode
beech bhawar mein laa ke chode
apna jis ko maane ye dil
ban ke paraya huwa mode
sadiyon purani hai ye riwayat
ye na yaqeen ke qaabil hai

Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai

Ishq se jis ne ishq kiya hai
Ishq usi ka qatil hai
Ishq ki raah mein jo bhi chala
Uss ko na mili kabhi manzil hai

Ishq se jis ne ishq kiya hai
Ishq usi ka qatil hai
Ishq ki raah mein jo bhi chala
Uss ko na mili kabhi manzil hai

Ya ali ya ali maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali maula ya ali ya ali

Pal do pal ki khushiyan laayen
Saari umar ka gam de jaayen
Saat samandar se na bhujeh jo
Aisi lagi is dil mein lagaayen
Ishq se koi na ishq kare
Baat kahi jo bismil hai

Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai

haa…
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai

Ya ali ya ali maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali maula ya ali ya ali


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply