Jaanam by Sunidhi Chauhan (2013)

2 views

Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein

Doori aaj door kar do
Todo mujhko choor kar do,
Mujh mein aaj khud ko bhar do
Bhar do naa..

Jaanam aao zara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein,

Yeh teri meri raat hai
Yeh sama bhi toh saath hai
Tu neend kharab kar
Phir pura har khwaab kar

Inn julfon ki saath uljho
Mere dil ki baat samjho
Mujh mai aaj khud ko bhardo
Bhar do na..

Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein

Sun seene mein jo shor hai
Yeh chahaton ka zor hai
Aaa tujhko main pyaar doon
Pal tujh mein guzzar doon

Aankhon pe yeh aankhen rakhna
Saason pai ye saansein rakhna
Mujhme aaj khud ko bhardo
Bhardo naa..

Jaanam aao zara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein,
Jaanam aao zara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply