Jaane Kya Hua by Shankar Mahadevan (1998)

4 views

Ho.. o.. o
Tan na na na.. Tan na na na..
Tan na na na.. Tan na na na..

Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Dilon me un nigahon me
Hamari saari raahon me
Mohabbat aur khushi ke
Pyaar ke phool khilte the

Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Tan na na na.. Tan na na na..

Jaise Milte hai nadiya ke do dhare
Aise milte the hum…
Dil me jaise khushi ke the phuvare
Door tak tha na gam
Tan na na na.. Tan na na na.. – [2]

Kabhi hum baat karte the
Kabhi hum gungunate the
Kabhi hum muskurate the
Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the

Jaane kya hua phir Jaane kya hua
Jaane kya hua phir Jaane kya hua

Dhal gayi woh sari khushiya aanhon me
Ab hai tanhaayi ya
Me bhatkta hoon duniya ki raahon me
Tum ho jaane kaha – [2]

Magar phir bhi na jaane kyun
Kabhi duniya ke mele me
Kabhi gerro ki mehfil me
Kabhi bilkul akele me
/

Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Jaane kya hua phir Jaane kya hua
Jaane kya hua phir Jaane kya hua

Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Dilon me un nigahon me
Hamari saari raahon me
Mohabbat aur khushi ke
Pyaar ke phool khilte the

Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the

Jaane kya hua phir Jaane kya hua
Jaane kya hua phir Jaane kya hua
Jaane kya hua phir Jaane kya hua
Jaane kya hua phir Jaane kya hua…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply