Jise Maine by Abhijeet Bhattacharya (2006)

1 view

Jise maine maanga mujhe na woh mila
Mujhko jisne chaha main uska na hua
Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

Jise maine maanga mujhe na woh mila
Mujhko jisne chaha main uska na hua
Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

Na yeh pal hai hamara
Kabhi na tha yeh hamara
Kahaa pal ruka hain
Yeh chalta hi raha hain

Magar yeh pyar phir bhi
Khatam na hoga kabhi bhi
Nahi woh mila hain
Toh phir kaisa gila hain

Magar dil ki dhadkan khaamosh bankar
Use yaad karti har lamaha har ghadi

Jise maine maanga mujhe na woh mila
Mujhko jisne chaha main uska na hua
Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

Ke jab jab chaandani ko
Mera dil hai tarasta
Tabhi bebaat baadal
Kyun aake hai barasta
Magar aankhon ka aansu
Bina baadal hai chhalakta
Sisakta machalta na kisiki hai sunta

Zamane se chhup kar jo palken hamesha
Tera khwaab rakhti har lamha har ghadi

Jise maine maanga mujhe na woh mila
Mujhko jisne chaha main uska na hua
Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply