Jo Tere Sang by Mustafa Zahid (2012)

5 views

Jo tere sang kaati raatein
Jiye jo haseen lamhe
Jo tere sang baati baatein
Bune jo haseen sapne

Woh toh hai ab bhi wohi, khade banke sawaali
Dekhe hai tera rasta, honthon pe leke shikwa
Woh ghar kyun?
Bhool gaye, todh gaye, chodh gaye
Jannat jo tha

Jo tere sang kaati raatein
Jiye jo haseen lamhe
Jo tere sang baati baatein
Bune jo haseen sapne

Woh toh hai ab bhi wohi, khade banke sawaali
Dekhe hai tera rasta, honthon pe leke shikwa
Woh ghar kyun?
Bhool gaye, todh gaye, chodh gaye
Jannat jo tha
Ho o o.. Ho o o..

Maanga jo, chaaha jo, dekha jo, mila wohi
Kaha jo, socha jo, kiya jo, hua wohi
Ho maanga jo, chaaha jo, dekha jo, mila wohi
Kaha jo, socha jo, kiya jo, hua wohi

Raahon mein mujhko khushi, phoolon ke jaise mili
Honthon pe mere hassi, kaliyon ke jaise khili
Woh ghar kyun?
Bhool gaye, todh gaye, chodh gaye
Jannat jo tha
Ho o o.. Ho o o..

Saathiya

Mere hi ishaaron pe chale hai, waqt bhi
Main hoon woh khiladi jisne, sabko maat di
Haan mere hi ishaaron pe chale hai waqt bhi
Main hoon woh khiladi jisne sabko maat di

Nahin hai mujhsa koi, maine jo mitti chhui
Haan woh bhi sona hui, jalta mujhse har koi
Woh ghar kyun?
Bhool gaye, todh gaye, chodh gaye
Jannat jo tha

Jo tere sang kaati raatein
Jiye jo haseen lamhe
Jo tere sang baati baatein
Bune jo haseen sapne

Woh toh hai ab bhi wohi, khade banke sawaali
Dekhe hai tera rasta, honthon pe leke shikwa
Woh ghar kyun?
Bhool gaye, todh gaye, chodh gaye
Jannat jo tha
Ho o o.. Ho o o…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply