Kahaani by KK (2012)

3 views

Chup rehkar bhi yeh, sab kuch kehti hai
Sab kuch kehkar bhi, chup hi rehti hai
Kabhi aankhon se karke ishaara
Kabhi baahon ka deke sahara

Mera inn raahon se hai rishta koi
Anjaana sa purana kissa koi
Inse jo poocho toh kahengi
Yeh meri kahaani

Taxi ke bhawre hai gaa rahe
Kitni zameene hai yeh jaa rahe
Manzil kahan hai, na kisi ko hai pata
Train ki ghanti ishaaron mein
Kisse kisi ke chupa rahi hai
Dil se suno toh
Yeh sab kuch meri bata

Mera inn raahon se hai rishta koi
Anjaana sa purana kissa koi
Inse jo poocho toh kahengi
Yeh meri kahaani

Sadkon par iski, sapne chalte hai
Sau kho jaate hai, do sach bante hai
Yehi raahein, kabhi zanjeerein
Kabhi haathon ki yeh lakeerien

Mera inn raahon se hai rishta koi ..rishta koi
Anjaana sa purana kissa koi ..kissa
Inse jo poocho toh kahengi
Yeh meri kahaani…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply