Kanha – Thumri by Rekha Bhardwaj (2010)

2 views

Pavan udha ve batiyan ho batiyan,
Pavan udha ve batiyan
Likho pena likho chithiyan ho chithiyan,
Tipo bina likho chithiyan
Chithiyon ke sandeshe videsh se jaavengi chalengi chathiyan
Chithiyon ke sandeshe videsh se jaavengi chalengi chathiyan

Kanha… bairun hui bansuri
Ho kanha… tere adhar kyun dagi
Ang se lage to, bol sunave
Bhaiye na moh lagey, kanha
Din to katta, sanj kattey
Kaise kattey, ratiya…

Pavan udha ve batiyan ho batiyan,
Pavan udha ve batiyan
Likho pena likho chithiyan ho chithiyan,
Tipo bina likho chithiyan
Chithiyon ke sandeshe videsh se jaavengi chalengi chathiyan

Gum ko koi roko, din ka dola roko,
Koi doobe, koi to bacha le re
Maathey likhe hamare, kaare aandhi aaye re,
Koi aawe, koi to mitawe re
Saare banhe ke vadi, gori areh na pareh
Mere pairon mein padi rasiya

Kanha… tere hi rang mein rangi
Ho kanha… sanj ki chav sawari
Sanj sa main jab, sanj liptave
Lajja kare baabri
Kuch na kahe aapne aap se
Aapi kare batiyan..

Gin ke raah ye…
Le gaya subah ko
Chod gaya kash re…
Kanha… kanha… Kanha…
Kanha… kanha… Kanha…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply