Khamakha by Vishal Bhardwaj (2013)

3 views

Halki halki aahen bharna
Takiye mein sar de ke dheeme dheeme
Sargoshi mein baatein karna
Pagalpan hai aise tumpe marna
Ubla ubla kyun lagta hai
Ye badan, ye jalan to khamakha nahi
khamakha nahi

Ye khalish jo hai, wo khamakha nahi
Haan tapish to hai, par khamakha nahi
Ye khalish jo hai, wo khamakha nahi
Haan tapish to hai, par khamakha nahi

Jo nahi kiya, Kar ke dekhna,
Saans rok ke, Mar ke dekhna,
Ye bewajah, besabab, khamakha nahi
Ye khamakha nahi
Ye khamakha nahi
Ye khamakha nahi

Saari saari raat ka jagna,
Khidki pe sar rakh ke unghte rehna
Ummeedon ka jalna bujhna,
Paagalpan hai aise tumpe marna
Khaali khali do aankhon mein,
Ye namak, ye chamak,
To khamakha nahi khamakha nahi

Fikr rehti hai, jo khamakha nahi
Zikr rehta hai, jo khamakha nahi
Ashq aankhon mein, bhar ke dekhna
Aaina kabhi darr ke dekhna
Ye bewajah, besabab, khamakha nahi
Deewangi sahi, ye khaamakha nahi
Haa junoon to hain, par khamakha nahi

Sada Bhavani taahi jai ho pyaara
Gauri putra Ganesh
Paanch dev raksha karen ho pyaara
Brahma Vishnu Mahesh
Kasam yo des mera se
Harya farya haryana
Seedhe saade log ade ke
Doodh dahi ka khana

Bolo raam raam raam raam raam raam raam
Bolo raam raam raam bhai raam raam raam
Bolo raam raam raam bhai raam raam raam
Bolo raam raam raam bolo raam raam raam…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply