Khatti Meethi by Shreya Ghosal (2012)

0 views

Khatti meethi strawberry si
Mausamon mein feel hai
Chahaton ne, muskurake
Di zara si, dheel hai

Khwahishon mein narmiyan
Aa gayi kuch toh naya scene hai

I wanna touch the sunlight
I wanna chase the rainbow
Kya jaane kya hai.. majaraa

O this’s feeling so right
I never wanna let go
Yehi chahta hai dil bawara..

Khatti meethi strawberry si
Mausamon mein feel hai

Chori chori koi story
Likhi hai waqt ne, ansuni
Jisme thodi baarishen hain
Dhoop thodi gunguni

Zindagi ki balcony mein
Kadam rakhen jahan sham ne
Jisko dhoondha, tha savere
Mil gaya wo saamne

Dhadkano mein garmiyan aa gayi
Ye sach hai ya dream hai

I wanna touch the sunlight
I wanna chase the rainbow
Kya jaane kya hai.. majaraa

O this’s feeling so right
I never wanna let go
Yehi chahta hai dil.. bawara

Khatti meethi strawberry si
Mausamon mein feel hai

Ek kholi cheez jaisa
Pada tha dil kisi drawer mein
Ji rahi thi bewaja si
Kya bataun aur main

Khidkiyan thi, tang saari
Khayalon ko hawa, na mili
Khwab mere, ji rahe the,
Band ghar mein lonely
Thodi gehma, gehmiyan
Aagayi jasbad rangeen hain

I wanna touch the sunlight
I wanna chase the rainbow
Kya jaane kya hai.. majaraa

O.. this’s feeling so right
I never wanna let go
Yehi chahta hai dil
bawara..

Khatti meethi strawberry si
Mausamon mein feel hai
Na na naa naa
Hmm hmm hmm
Na na naa naa
Na na na naa…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply