Kuch Bhi Ho Sakta Hai by Suraj Jagan (2013)

5 views

Futtpatho pe jo sota tha
Akhbaaro me ab chhapta hai
Kal tak jo criminal tha
Abb tv pe bikta hai
Girgit hai ye woh gutter
Rang yun badalata hai

Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta haiii..

Jo sapna tune dekha
Woh sabne hi hai dekha
Aisa kya kiya hai saale tune hi nayaa
Jo fitrat hai naa teri
Woh maashooka hai teri
Uske peeche tu gaya to kya bura kiya
/

Khaa li jo maar dikhi aaukat
Ye bhi haalaat badlenge be
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..
Jaa kuch bhi ho sakta hai..

Dooje ki thaali me zyada hi dikhta hai
Fokat ki daaru pe gham zyada chalakta hai
Chhipkali ki tarah regta sarakta hai

Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai..
Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai..
Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai..
Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai..
Jaa.. Kuch bhi ho sakta hai…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply