Kun Faaya Kun by A R Rahman (2011)

8 views

Ya Nizamuddin Auliya
Ya Nizamuddin Sarkaar
Kadam badha le
Hadon ko mita le
Aaja khaalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khaali aaja khaalipan mein
Tere bin khaali aaja khaalipan mein

Rangreza, rangreza,
Rangreza, ho rangreza
Kun faya kun kunfaaya kun faya
kun faya kun faya kun faaya kun
Kun faya kun kun faaya kun faya
kun faya kun faya kun faaya kun

Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha

Woh jo mujh mein samaaya, woh jo tujh mein samaaya
Maula wahin wahi maaya
Woh jo mujh mein samaaya, woh jo tujh mein samaaya
Maula wahi wahi maaya

Kun faaya kun kunfaaya kun
Sadaqallahul Aliul Azeem

Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann

Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jalti lau
Katra mila jo tere dar barse
O maula… maula…

Kun faaya kun kun faaya
Kun faaya kun faaya kun
Kun faaya kun kun faaya
Kun faaya kun faaya kunfaaya kun faaya kun
Kun faaya kun kun faaya
Kun faaya kun faaya kunfaaya kun faaya kun

Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha

Kun fayakun kun fayakun
Sadaqallahul Aliul Azeem
Sadaqa Rosooluh ul Nabi ul Kareem
Salallahhu alayhi wasallam
Salallahhu alayhi wasallam

Ho mujhpe karam sarkar tera
Araj tujhe kar de mujhe
Mujhse hi riha…
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujhse hi riha, mujhse hi riha..

Mann ke mere yeh bharam
Kachche mere yeh karam
Leke chale hain kahaan
Main to jaanu hi na

Tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujh mein samaaya tere peeche chala aaya
Tera hi main ik saaya
Tune mujhko banaya, Main toh jag ko naa bhaaya
Tune gale se lagaya haan phir tu hi hai khudaya
Sacch tu hi hai khudaya aa

Kun faya kun kunfaaya kun faya
kun faya kun faya kun faaya kun
Kun faya kun kun faaya kun faya
kun faya kun faya kun faaya kun

Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Kun faaya kun kun faaya kun
Sadaqallahul Aliul Azeem
Sadaqa rosooluh ul nabi ul kareem…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply