Kya Hawa Kya Badal by Kailash Kher (2010)

0 views

Kya Hawa, Kya Badal, Kya Dharti, Kya Ambar (x2)

Kya Parbat, Kya Sagar, Kya Basti, Kya Jangal (x2)
Tu Hi To Hai, Sab Mein Hai Teri Chaaya

Kya Hawa, Kya Badal, Kya Dharti, Kya Ambar (x2)

Kahin Bhole Bhole Mukhre
Kahin Khushiyan To Kahin Dukhre

Tu Hi Rangon Ka Jharoka, Ya Hai Nazron Ka Dhoka (x2)
Jab Teri Kirpa Se Hai Duniya Ke Dam Mein Dam
Phir Kiyun Hai Yeh Hahakaari, Phir Kiyun Hai Maatam
Sab Allah Ke Bande, Sab Allah Ke Bande

Apni Nazar Ghuma, Sara Jhag Hai Bad-guma (x2)
Ham Hain Naadaan, Ham Kya Jaanain Teri Maaya

Kya Hawa, Kya Badal, Kya Dharti, Kya Ambar (x2)

Kya Parbat, Kya Sagar, Kya Basti, Kya Jangal (x2)
Tu Hi To Hai, Sab Mein Hai Teri Chaaya

Kya Hawa, Kya Badal, Kya Dharti, Kya Ambar (x2)


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply