Kya Hawa Kya Badal (Full Version) by Kailash Kher (2010)

6 views

Kya Hawa, Kya Baadal, Kya Dharti, Kya Ambar

Kya Parbat, Kya Sagar, Kya Basti, Kya Jangal

Tu Hi To Hai, Sab Mein Hai Teri Chaaya

Kahin Bhole Bhole Mukhre
Kahin Khushiyan To Kahin Dukhre
Tu Hi Rangon Ka Jharoka, Ya Hai Nazron Ka Dhoka

Jab Teri Kirpa Se Hai Duniya Ke Dam Mein Dam

Phir Kiyun Hai Yeh Hahakaari, Phir Kiyun Hai Maatam
Sab Allah Ke Bande, Sab Allah Ke Bande

Jeevan Sookha Jaey, Jaey Barhe Dinon Din Gham
Aap Karain, Din Raat Karain, Phir Bhi Kehlaeyn Ham
Sab Allah Ke Bande, Sab Allah Ke Bande
Apni Nazar Ghuma, Sara Jag Hai Bad-gumaan

Ham Hain Naadaan, Ham Kya Jaanen Teri Maaya

Kya Hawa, Kya Baadal, Kya Dharti, Kya Ambar
Kya Hawa, Kya Baadal, Kya Dharti, Kya Ambar
Kya Parbat, Kya Sagar, Kya Basti, Kya Jangal
Kya Parbat, Kya Sagar, Kya Basti, Kya Jangal

Tu Hi To Hai, Sab Mein Hai Teri Chaaya
Kya Hawa, Kya Baadal, Kya Dharti, Kya Ambar
Kya Hawa, Kya Baadal, Kya Dharti, Kya Ambar

Kahin Neela Hai, Kahin Peela
Duniya Ka Rang Sajeela
Tere Rang Niraale, Tere Dhang Niraale
Tere Rang Niraale, Tere Dhang Niraale

Tera Gorakh Dhanda Daata Samajh Na Paeyn Ham
Tere Roop Anokhe, Tu Hi Hawwa Aur Aadam
Sab Allah Ke Bande, Sab Allah Ke Bande

Apni Nazar Ghuma, Sara Jag Hai Bad-gumaan
Apni Nazar Ghuma, Sara Jag Hai Bad-gumaan
Ham Hain Naadaan, Ham Kya Jaanen Teri Maaya

Kya Hawa, Kya Baadal, Kya Dharti, Kya Ambar
Kya Hawa, Kya Baadal, Kya Dharti, Kya Ambar
Kya Parbat, Kya Sagar, Kya Basti, Kya Jangal
Kya Parbat, Kya Sagar, Kya Basti, Kya Jangal

Tu Hi To Hai, Sab Mein Hai Teri Chaaya
Kya Hawa, Kya Baadal, Kya Dharti, Kya Ambar
Kya Hawa, Kya Baadal, Kya Dharti, Kya Ambar

Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply